रविवार, 27 अक्तूबर 2013

Kamardard yani peeth ke darad ka ilaaj in

Back pain medicine aur Kamar ka dard ka ilaaj kiya he?
is bare me aksar log talash karte rehte he.
kamr yani Back pain ke bare me sabse pehle ye baat bhut khas hoti he ke aap is ki wajah maloom kare.
Kamar ka dard (Back pain) aap ki seating yani baithne ki position par kaam par dipand karta he.
Agar aap lambe samye se long time baithne ka kam karte he ya long time khade rehne ka kam karte he to apki peeth me dard rehta hosakta he.
kamr yani peeth ke dard ka sabse achook ilaaj he exercise Warjish Vyayam kanra.
Agar aap sirf 10-15 minit daily warjish karna shuru karde to aap ko ek do din ya ek do week me aram mehsoos hone lagega.
to sabse achcha aur khas ilaaj ye hi he. aap ise azma kar dekhe.
warjish viyayam zyada bhari na kre.
rassi kudna, kamar par hath rakhkar dhire dhire kudna is tarha ki normal warjish kare.